Mere sathiya mere sath chal
Aisa na ho kahi kuchh ho jaye
Raste mein tu kahi kho jaye
To main kya karungi
Mere sathiya mere sath chal
Aisa na ho kahi kuchh ho jaye
Raste mein tu kahi kho jaye
To main kya karunga
Mere sathiya mere sath chal
Andhekhe hai ye sapne
Anajani hai ye rahe
Isiliye to kahta hu
Tu tham le meri bahe
Andhekhe hai yeh sapne
Anajani hai ye rahe
Isiliye to kahta hoon
Tu tham le meri bahe
Pyar ke kache dhage se
Tumne mujhko badh liya
O mere sathiya
Mere sathiya mere sath chal
Aisa na ho kahi kuchh ho jaye
Raste mein tu kahi kho jaye
To main kya karungi
Mere sathiya mere sath chal
Is pyar ke lambe raste mein
Mod hazaro ate hai
Kabhi kabhi in modo pe
Log bichad bhi jate hai
Is anjane dar se haye
Dhak dhak dhadke
Mera jiya o mere sathiya
Mere sathiya mere sath chal
Aisa na ho kahi kuchh ho jaye
Raste mein tu kahi kho jaye
To main kya karungi
Mere sathiya mere sath chal
Main kho jau to kya oh
Bas phir main bhi kho jau
Yeh ho jaye to kya ho
Main deewana ho jau
Main kho jau to kya oh
Bas phir main bhi kho jau
Ye ho jaye to kya ho
Main deewana ho jau
Tere inhi baato ne dil
Mera to jeet liya o mere sathiya
Mere sathiya mere sath chal
Aisa na ho kahi kuchh ho jaye
Raste mein tu kahi kho jaye
To main kya karungi
To main kya karunga
Mere sathiya mere sath chal
Mere sathiya mere sath chal
Mere sathiya mere sath chal.
Devaki Pandit, Lata Mangeshkar
Abhijeet Bhattacharya, Lata Mangeshkar
Anupama Deshpande, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Aslam Sabri
Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Devaki Pandit, Lata Mangeshkar