Mere yaar tu chodd gham
Chod de ye udasi
Muskurate huye kaat de
Zindagi ki gadi ye jara si
Mere yaar tu chodd gham
Chod de ye udasi
Muskurate huye kaat de
Zindagi ki gadi ye jara si
Mere yaar tu
Kyu bada baitha hai aakhir
Darb ke iss bojh se
Zindagi to hai wahi
Jo bit jaye mauj se
Kyu bada baitha hai aakhir
Darb ke iss bojh se
Zindagi to hai wahi
Jo bit jaye mauj se
Baat kehta hu patte ki
Dekh le tu soch ke
Mere yaar tu chodd gham
Chod de ye udasi
Muskurate huye kaat de
Zindagi ki gadi ye jara si
Mere yaar tu
Kyu sikayat hai bhala
Tujhko teri taqdeer se
Mangta hai pyar tu
Pattar bani tasveer se
Kyu sikayat hai bhala
Tujhko teri taqdeer se
Mangta hai pyar tu
Pattar bani tasveer se
Baat suljhani hai to suljha
Taqdeer se
Mere yaar tu chodd gham
Chod de ye udasi
Muskurate huye kaat de
Zindagi ki gadi ye jara si
Mere yaar tu
Ek tu hi to nahi hai
Jisko ranjo gham mile
Ye to sadiyo se yaha par
Chal rahe hai silsile
Ek tu hi to nahi hai
Jisko ranjo gham mile
Ye to sadiyo se yaha par
Chal rahe hai silsile
Khilne wale phul to
Kanto me bhi khilte rahe
Mere yaar tu chodd gham
Chod de ye udasi
Muskurate huye kaat de
Zindagi ki gadi ye jara si
Mere yaar tu.
Aarti Mukherji, Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar