Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Hal ye mera jisne kiya
Jisne churaya mera jiya
Wo hai diwana mers piya
Kaise batau dil ki lagi
To anadi hai jane na
Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Hal ye mera jisne kiya
Jisne churaya mera jiya
Meri diwani meri dilruba
Kaise batau dil ki lagi to
Anadi hai jane na
Usne dekha jo pyar se
Uske khwabo mein kho gayi
Rab jane ek pal mein
Kya sararat ho gayi
Muskurake wo dilruba
Dard ulfat ka de gayi
Kya batau kis tarah se
Meri nindo ko le gayi
Sun jara galo ki lali kaha gayi
Mastane kano ki bali kaha gayi
Sun jara galo ki lali kaha gayi
Mastane kano ki bali kaha gayi
Isme nahi hai meri khata karti
Bhala kya tu hi bata
Mujhko nahi tha kuch bhi pata
Kaisi manati pagal hai dil bhi
Koi baat mane na
Le gaya sare rang se
Gore ango ko chum ke
Baliya bhi ho gayi gham
Usne pakda jo jhum ke
Ishk mein bekhyal tha
Isme mera kususr kya
Hona tha jo ho gaya
Wo sochna ab huzur kya
Hamse anjane mein aisi hui khata
Age kya ab hoga pyare jara bata
Hamse anjane mein aisi huyi khata
Age kya ab hoga pyare jara bata
Dono ki naji haji hogi
Ye sari duniya razi hogi
Hey ab to hamari sadi hogi
Koi batade bairi jaha ake
Raste mein roke na.
Udit Narayan
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Gayatri Ganjawala, Shankar Mahadevan
Abhijeet Bhattacharya, Chandana Dixit
Alka Yagnik, Kumar Sanu