Milke chal o sathi milke chal
O sathi aage chal
Mikle chal o sathi aage chal
Veer ho bharat ke bol jai bol
Zalim zamane ko rondh
Ke chal sochke chal
Zulm dusman ke hum mitayenge
Haath mein jeevan hai
Soch ke chal sochke chal
Zulm dusman ke hum mitayenge
Haath mein jeevan hain soch ke chal
Milke chal o sathi aage chal
O sathi aage chal
Phoolo si boli gaw ki gori
Bharat ki phoolwari ho
Naw jeevan jyoti wali hai manzil
Jeevan phal pane ko
Phoolo si boli gaw ki gori
Bharat ki phoolwari ho
Naw jeevan jyoti wali hain manzil
Jeevan phal pane ko jhum ke chal
Shole tufani jwala ho tum
Drohi dal ko rondha ke chal
Jhum ke chal
Zulm ki zanjeer tod ke chal
Sina taan ke jhum ke chal
Milke chal o sathi aage chal
O sathi aage chal
Ye jawa mard hain pyare
Sang mein main hoon
Himmat na haro tum
Dusmano ke zulmo ko bhi
Ab to miltayenge hum sochke chal
Dusman ki ab maut mano tumt
Awarikh nayi likhta chal sochke chal
Naye geet bane nayi reet bane
Pujya bapu ke sang chal
Milke chal o sathi aage chal
O sathi aage chal
Veer ho bharat ke bol jai bol
Zalim zamane ko rondh ke chal
Sochke chal.
S. P. Balasubrahmanyam, Vani Jairam