Milte Hi Nazar Tumse - Ustadon Ke Ustad lyrics | Ustadon Ke Ustad - Milte Hi Nazar Tumse lyrics

Milte Hi Nazar Tumse is a hindi song from the 1963 movie Ustadon Ke Ustad. Milte Hi Nazar Tumse singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Milte Hi Nazar Tumse composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Milte Hi Nazar Tumse lyricist or song writer is Asad Bhopali. Milte Hi Nazar Tumse music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Milte Hi Nazar Tumse features Pradeep Kumar, Shakeela, Ashok Kumar, Johny Walker. Milte Hi Nazar Tumse director is and the producer is . The audio of Milte Hi Nazar Tumse song was released on null by Saregama. Milte Hi Nazar Tumse YouTube video song can be watched above.


Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Aagaz to acha hai
Anzam khuda jane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Aagaz to acha hai
Anzam khuda jane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane


Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Sholo se uljhate ho
Haye deewane ho deewane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane


Tum husn muzashim ho
Rangin qayamat ho
Tum husn muzashim ho
Rangin kayamat ho
Phul julfo ke chune
Mang bhari taro se
Rang milta hai
Dahakte hue angaro se
Mast aankho pe guma
Hota hai maykhano ka
Har najar mein hai
Nasha saikdo paymano ka
Jane kya husn ke jalwo mein
Najar aata hai
Are dekhne walo ka
Imaan chala jata hai
Jane kya husn ke jalwo mein
Najar aata hai


Are dekhne walo ka
Imaan chala jata hai
Tum husn muzashim ho
Rangin kayamat ho
Tum husn muzashim ho
Rangin kayamat ho
Rangin kayamat ho
Baithe hai mukabil mein
Baithe hai mukabil mein
Hum teere najar khane ko
Baithe hai mukabil mein
Hum teere najar khane ko
Aagaz to acha hai
Anzam khuda jane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane


Nadan ho jano kya
Tum husn ki fitart ko
Nadan ho jano kya
Tum husn ki fitart ko
Jo ghatao ki tarah
Shano pe lahrate hai
Ha wahi julfe kabhi
Nag bhi ban jate hai
Aankhe maykhane hai lekin
Inhi maykhano mein
Jahar bhi hota hai paymano mein
Waqt ki kam na ho jisme
Wo insan hi kya
Ek najar me jo chala jaye
Wo iman hi kya


Waqt ki kam na ho jisme
Wo insan hi kya
Ek najar mein jo chala jaye
Wo iman hi kya
Nadan ho jana kya
Tum husn ki fitrat ko
Nadan ho jana kya
Tum husn ki fitrat ko
Tum husn ki fitrat ko
Andaz hi dekhe hai
Tewar nahi pahchane
Andaz hi dekhe hai
Tewar nahi pahchane
Sholo se uljhate ho


Haye deewane ho deewane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Milte hi najar tumse
Ham ho gaye deewane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane
Anzame mohabbat se
Tum ho abhi begane.



Movie/album: Ustadon Ke Ustad
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Pradeep Kumar, Shakeela, Ashok Kumar, Johny Walker
Release on: null
1. Who is the music director of the song Milte Hi Nazar Tumse
Ans: Milte Hi Nazar Tumse song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Milte Hi Nazar Tumse
Ans: Milte Hi Nazar Tumse song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Milte Hi Nazar Tumse
Ans: Milte Hi Nazar Tumse song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Milte Hi Nazar Tumse
Ans: Milte Hi Nazar Tumse song lyricist is Asad Bhopali
5. What is the movie of the song Milte Hi Nazar Tumse
Ans: Milte Hi Nazar Tumse song is from Ustadon Ke Ustad
6. Who wrote the song Milte Hi Nazar Tumse
Ans: Milte Hi Nazar Tumse song is written by Asad Bhopali

Find other songs in - Ustadon Ke Ustad

1
Mere Dil Ko Jiski Talaash Thi

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Raat Chup Hai

Asha Bhosle, Ravi Shankar Sharma (Ravi)

3
Haseeno Se Toh Bas

Mohammed Rafi

4
Maine Kaha Tha

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

5
Sau Baar Janam Lenge

Mohammed Rafi

6
Nigahe Khul Ke Mila

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz