Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Yug yug ke rang jitne
Utne rup hamare
Milte hi rahenge ham
Badle so nazare
Yug yug ke rang jitne
Utne rup hamare
Milte hi rahenge ham
Badle so nazare
An chuye mere tan ko
Par apne prem milan ko
Chandaniya ban
Ban ke jhukti hi rahi
Chal chale tu pawan ki par
Gori tere nayan ki kaminiya
Mere man mein rukti hi rahi
Kabhi parwat ke niche
Kabhi nadiya ke kinare
Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Yug yug ke rang jitne
Utne rup hamare
Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Badle so nazare badle so nazare
Tham ke mukhada
Gulabi lage aise ki
Main hoon sarabi
Rang ras ka ek pyala
Hatho mein liye
Aur main pi ke nagar
Me lipti hui lal chunar mein
Sapno ki madhusala
Aankho mein liye
Sadiyo ka ye nasa
Hai utrega na utare
Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Yug yug ke rang jitne
Utne rup hamare
Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Badle so nazare badle so nazare
Dil tera mujhpe dola or
Main hoon bhadkata sola
Maja aye lag jaye meri aag tujhe
Haye re jalan aho ki
Lahrayi teri baho ki
Lahro mein bah jau tab pyas bujhe
Le lo meri adaye luto mere ishare
Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Yug yug ke rang
Jitne utne rup hamare
Milte hi rahenge
Ham badle so nazare
Badle so nazare badle so nazare.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar