Phir koi bana mughale aazam
Phir kaid huyi anarkali
Par aaj salim jukega nahin
Dekhegi tamasha sari gali
Mohobbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohobbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohobbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Bujhaye bujhe na
Mohabat ke shole
Bujhaye bujhe na
Mohabat ke shole
E jalim agar tu
Samundar bhi le aa
Mohabbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohabbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohobbat ko koi
Tizarat samaj ke
Ya pathar ki koi
Imarat samaj ke
Ye na soch
Ye na soch bazar
Mein bech dega
Ye sauda bahut tujko
Mahenga padega
Jo bik jaye wo hoshe
Mohobbat nahin hain
Mohobbat nahin hain
Mohobbat nahin hain
Jo bik jaye woh hoshe
Mohobbat nahin hain
Mohobbat hai ibadat
Mohabbat hai pooja
Mohobbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohobbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Sitam aise pahle
Bhi to ho chuke hain
Deewane magar
Kiske aage jhuke hain
Dilo pe na teri
Hukumat chalegi
Mohobbat ye zanjeero
Mein na bandhegi
Fatah kar sake
Jo mohobbat ki duniya
Mohobbat ki duniya
Mohobbat ki duniya
Fatah kar sake jo
Mohobbat ki duniya
Agar kahi ho to
Wo sikandar bhi le aa
Mohobbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohobbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Ye joshe junoon
Jab bagawat pe aaye
Kate to kate
Sar jhuke na jhukaye
Sitamgar hain
Aaya bura wakt tera
Deewana ulat
Dega ye takht tera
Jo sar kat de
Dil ke joshe junoon ka
Joshe junoon
Dil ke joshe junoon ka
Joshe junoon ka
Joshe junoon ka
Jo sar kat de
Dil ke joshe junoon ka
Agar mil sake to
Wo khanjar bhi le aa
Mohabaat ke dushman
Zara hosh mein aa
Bujhaye bujhe
Na mohobbat ke shole
E jalim agar
Tu samundar bhi le aa
Mohabbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohabbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Zara hosh mein aa
Mohabbat ke dushman
Zara hosh mein aa
Mohabbat ke dushman
Zara hosh mein aa.
Asha Bhosle
Alka Yagnik, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle