Mohabbat Mein Nighahon Se - Amar Shakti lyrics | Amar Shakti - Mohabbat Mein Nighahon Se lyrics

Mohabbat Mein Nighahon Se is a hindi song from the 1978 movie Amar Shakti. Mohabbat Mein Nighahon Se singers are Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit). Mohabbat Mein Nighahon Se composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Mohabbat Mein Nighahon Se lyricist or song writer is Anand Bakshi. Mohabbat Mein Nighahon Se music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Mohabbat Mein Nighahon Se features Shashi Kapoor, Shatrughan Sinha, Alka, Sulakshana Pandit. Mohabbat Mein Nighahon Se director is and the producer is . The audio of Mohabbat Mein Nighahon Se song was released on 16th September, 1978 by Polydor. Mohabbat Mein Nighahon Se YouTube video song can be watched above.


Mohabbat ke liye waise
Toh tanhaayi jaruri hai
Tamaasha dekhana ho
Toh tamaashaayi jaruri hai
Mohabbat mein nigaaho se
Mohabbat mein nigaaho se
Jubaan ka kaam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se
Jubaan ka kaam lete hai
Kisi ki baat karate hai
Kisi ka naam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se
Jubaan ka kaam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se
Jubaan ka kaam lete hai
Sanam ki baat karate hai
Khuda ka naam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se
Jubaan ka kaam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se


Agar dar ho jamaane ka
Sahaara lo bahaane ka
Agar dar ho jamaane ka
Sahaara lo bahaane ka
Bada dilkash tarika hai
Yeh haal-e-dil sunaane ka
Kabhi in chaand taaron
Se kabhi phulon bahaaron se
Kiya karate hai dilwaale
Kabhi baatein ishaaron se
Kabhi baatein ishaaron se
Kabhi baatein ishaaron se
Yun hi paigaam dete hai
Yun hi paigaam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se
Jubaan ka kaam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se


Dilon ke darmiya aksar
Koi deewaar hoti hai
Dilon ke darmiya aksar
Koi deewaar hoti hai
Hamesha pyaar ke sar
Par tangi talwaar hoti hai
Shamma ki bajm mein udkar
Pahunch jaate hai parwaane
Jamaane bhar ke peharo
Se nikal jaate hai deewaane
Nikal jaate hai deewaane
Nikal jaate hai deewaane
Bade chaalaak hote hai
Bade chaalaak hote hai
Ki kab iljaam lete hai
Mohabbat mein nigaaho se
Jubaan ka kaam lete hai
Kisi ki baat karate hai
Kisi ka naam lete hai
Sanam ki baat karate hai
Khuda ka naam lete hai
Mohabbat mein nigaaho
Se jubaan ka kaam lete hai
Mohabbat mein nigaaho
Se jubaan ka kaam lete hai.



Movie/album: Amar Shakti
Singers: Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Polydor
Starring: Shashi Kapoor, Shatrughan Sinha, Alka, Sulakshana Pandit
Release on: 16th September, 1978
1. Who is the music director of the song Mohabbat Mein Nighahon Se
Ans: Mohabbat Mein Nighahon Se song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mohabbat Mein Nighahon Se
Ans: Mohabbat Mein Nighahon Se song singers are Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
3. Who is the Composer of the song Mohabbat Mein Nighahon Se
Ans: Mohabbat Mein Nighahon Se song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Mohabbat Mein Nighahon Se
Ans: Mohabbat Mein Nighahon Se song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Mohabbat Mein Nighahon Se
Ans: Mohabbat Mein Nighahon Se song is from Amar Shakti
6. Who wrote the song Mohabbat Mein Nighahon Se
Ans: Mohabbat Mein Nighahon Se song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Amar Shakti

1
Thehro Thehro

Asha Bhosle

2
Sahebo Hum Aapko

Asha Bhosle, Kishore Kumar

3
Amar Hai Shakti (Title)

Anuradha Paudwal, Chandrani Mukherjee, Kishore Kumar, Mohammed Rafi