Mujhe na sapnon se behlaao
Mujhe na sapnon se bahlaao
Doori kaa dukh dil pe sahoon main
Rah ke paas bhi door rahoon main
Doori kaa dukh dil pe sahoon main
Rah ke paas bhi door rahoon main
Chhoonaa chaahoon
Chhoo na sakoon main
Chhoonaa chaahoon
Chhoo na sakoon main
Kaun ye reet bataao
Hai kaun ye reet bataao o o
Mujhe na sapnon se behlaao
Gangaa se tum aavo nahaa kar
Kesh sukhaao baanh phailaa kar
Gangaa se tum aavo nahaa kar
Kesh sukhaao baanh phailaa kar
Meri tamannaaon par chhaa kar
Meri tamannaaon par chhaa kar
Kaahe phir chhup jaao
Tum kaahe phir chhup jaao o o
Mujhe na sapnon se bahlaao
Roz mere sapne mein aanaa
Neet neet roop nayaa dikhlaanaa
Roz mere sapne mein aanaa
Neet neet roop nayaa dikhlaanaa
Roz chhudaa kar aanchal jaanaa
Roz chhudaa kar aanchal jaanaa
Aisaa zulm na dhaao
Tum aisaa zulm na dhaao o o
Mujhe na sapanon se behlaao
Mujhe na sapanon se behalaao.
Lata Mangeshkar
Jagmohan Sursagar
Jagmohan Sursagar