Mujhe tadpati rahi roz stati rahi
Tu isharo pe mujhe khub nchati rahi
Itne din ki mulakat mein,
Ab aayi hai mere haath mein
Itne din ki mulakat mein,
Ab aayi hai mere haath mein
Jo mai kar baithi sitam
Maf kar do na sanam lo staungi nahi
Main bhi khati hoon kasam
Itne din ki mulakat mein,
Rutha chhoti si bat mein
Ha itne din ki mulakat mein,
Rutha chhoti si bat mein
Jab bhi mili tu mujh se kahi
Do bol mithe boli nahi
Hardam jhagadti rahi
Tha pyar mere dil mein agar
Upar se main yuhi humsafar akadti rahi
Ab to mrogi phir bhi na hogi
Ye berukhi kuch kam
Jo main kar baithi sitam
Maf kar do na sanam lo staungi nahi
Main bhi khati hoon kasam
Itne din ki mulakat mein,
Rutha chhoti si bat mein
Ha itne din ki mulakat mein,
Rutha chhoti si bat mein
Gujari wo bate jane bhi do
Mujhko na aise ab tane do
Chhodo bhi ye dillagi
Kuch bhi tu bole kuch bhi kahe
Tere sitam jo maine sahe
Main lunga badla abhi
Mane na kahna rutha ye sajna
Main toh manati rahi
Mujhe tadpati rahi roz stati rahi
Tu isharo pe mujhe khub nchati rahi
Itne din ki mulakat mein,
Ab aayi hai mere haath mein
Itne din ki mulakat mein,
Ab aayi hai mere haath mein
Jo main kar baithi sitam
Maf kar do na sanam lo staungi nahi
Main bhi khati hoon kasam
Itne din ki mulakat mein,
Rutha chhoti si bat mein
Itne din ki mulakat mein,
Ab aayi hai mere haath mein
Itne din ki mulakat mein,
Rutha chhoti si bat mein
Itne din ki mulakat mein,
Ab aayi hai mere haath mein.
Ishu Sondh, Ram Panjwani, Sulochana Kadam
Vishni Lal
Ram Panjwani, Sulochana Kadam
Ishu Sondh, Ram Panjwani
Vishni Lal
Khan Mastana, Sulochana Kadam
Amol Palekar, Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Amol Palekar, Asha Bhosle
Asha Bhosle