Mujhme Zinda Hai Woh - Ek Vivaah... Aisa Bhi lyrics | Ek Vivaah... Aisa Bhi - Mujhme Zinda Hai Woh lyrics

Mujhme Zinda Hai Woh is a hindi song from the 2008 movie Ek Vivaah... Aisa Bhi. Mujhme Zinda Hai Woh singers are Shaan, Shreya Ghoshal. Mujhme Zinda Hai Woh composer is Ravindra Jain and Mujhme Zinda Hai Woh lyricist or song writer is Ravindra Jain. Mujhme Zinda Hai Woh music director is Ravindra Jain. Mujhme Zinda Hai Woh features Sonu Sood, Isha Koppikar, Alok Nath, Vallabh Vyas. Mujhme Zinda Hai Woh director is and the producer is . The audio of Mujhme Zinda Hai Woh song was released on 7th November, 2008 by Big Music. Mujhme Zinda Hai Woh YouTube video song can be watched above.


Tujhe waqt kahe re,
Yeh duniyaaa wale,
Ek pal bhi kahin par,
Naa rukne wale,
Pyaar se rakhna, jatan se rakhna,
Har pal usse sambhale..
Ab meri amanat tere hawale
Ab meri amanat tere hawale


Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein


Sa re ma pa dha sa re sa,
Dha pa ma re, sa re dha re,
Sa re ma re, ma pa dha pa dha sa,


Mann anuragi, bhayo re beiraagi,
Mann anuragi, bhayo re beiraagi,
Swarso lagan mori lagi,
Swarso lagan mori lagi
Mann anuragi, bhayo re beiraagi,
Aaaa…
Mann anuragi, bhayo re beiraagi..


Uske jaisa koi dusra hai kahan,
Naaz rangat pe iski kare gulsitaan,
Uske chaaro taraf khushboon ka jahan,
Uske chaaro taraf khushboon ka jahan,
Uski khushoo liye, tazza tazza hu mein,
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein…


Ho ji ho..ho ji ho..
Ho ji ho..ho ji ho..


Roop itna hai lekin, sawara nahin,
Shauk se aaina bhi nihara nahin,
Usko taarif sunna gawara nahin,
Usko taarif sunna gawara nahin,
Uski taarif mein, for bhi gaata hu mein,
Uski taarif mein, for bhi gaata hu mein,
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein…


Aaa..aaaa..
Hmm…ooohh…
Apni duniya mein wapas wo aayegi kab?
Aaa..aaa..
Suni suni jagah ko sajayegi kab?
Aaa..aaa..
Sur mere sur mein aakar milayegi kab?
Sur mere sur mein aakar milayegi kab?
Uski aawaz ka, pyaasa pyaasa hu mein,
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein


Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein…



Singers: Shaan, Shreya Ghoshal
Song Lyricists: Ravindra Jain
Music Composer: Ravindra Jain
Music Director: Ravindra Jain
Music Label: Big Music
Starring: Sonu Sood, Isha Koppikar, Alok Nath, Vallabh Vyas
Release on: 7th November, 2008
1. Who is the music director of the song Mujhme Zinda Hai Woh
Ans: Mujhme Zinda Hai Woh song music director is Ravindra Jain
2. Who is/are the singer/singers of the song Mujhme Zinda Hai Woh
Ans: Mujhme Zinda Hai Woh song singers are Shaan, Shreya Ghoshal
3. Who is the Composer of the song Mujhme Zinda Hai Woh
Ans: Mujhme Zinda Hai Woh song composer is Ravindra Jain
4. Who is the Lyricist of the song Mujhme Zinda Hai Woh
Ans: Mujhme Zinda Hai Woh song lyricist is Ravindra Jain
5. What is the movie of the song Mujhme Zinda Hai Woh
Ans: Mujhme Zinda Hai Woh song is from Ek Vivaah... Aisa Bhi
6. Who wrote the song Mujhme Zinda Hai Woh
Ans: Mujhme Zinda Hai Woh song is written by Ravindra Jain

Find other songs in - Ek Vivaah... Aisa Bhi

1
2
Sang Sang Rahenge Janam Janam

Shaan, Shreya Ghoshal, Suresh Wadkar

3
Jhirmir Jhirmir Meha Barse

Shaan, Shreya Ghoshal

4
Lo Ji Hum Aa Gaye

Pamela Jain, Sabri Brothers, Satish Dehra, Shaan

6
Banna Banni

Chorus

7
Dono Nibhayein Apna Dharam

Shaan, Shreya Ghoshal, Suresh Wadkar

8
9