Isse pehle ke haseen
raat ka jaadoo jaage
isse pahle ke haseen
raat ka jaadoo jaage
apni zulfon ko sunghaa kar
mujhe behosh karo
apni zulfon ko sunghaa kar
mujhe behosh karo
dil mein jo hashra utha hai
usse khaamosh karo
apni zulfon ko sunghaa kar
husn waale to abhi
aur ghazab aur ghazab
mujhse karte ho muhabbat se
muhabbat ki talab
mujhse karte ho muhabbat se
muhabbat ki talab
kaise deewaane ho
kuchh hosh karo hosh karo
kaise deewaane ho
kuchh hosh karo
hosh karo
apni zulfon ko sunghaa kar
husn hai chaand hai
mehki huyi tanhaayi hai
jhoomti gaati bahaaron ki
baaraat aayi hai
jhoomti gaati bahaaron ki
baaraat aayi hai
aaj to dil se gham e dil ko
paraamosh karo
aaj to dil se gham e dil ko
paraamosh karo
apni zulfon ko sunghaa kar
mere sapnon ka jahaan
hoti tumhaari duniya
kahin iss aag mein
jal jaaye naa saari duniya
kahin is aag mein
jal jaaye naa saari duniya
sholaa e ishq ko
mansookh karo khaamosh karo
sholaa e ishq ko
mansookh karo khaamosh karo
apni zulfon ko sunghaa kar
mujhe behosh karo
dil mein jo hashra utha hai
use khaamosh karo
apni zulfon ko sunghaa kar
mujhe behosh karo.
Kamal Barot, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar