Armaan hai hawaao
Mein udne ka
Mujhe dharti se ambar
Se judne ka mujhe
Mushkil hai khud ko
Khud hi se judaa karna
Mushkil hai khud ko
Khud hi se judaa karna
Saa ni paa paa ni saa ga re
Gaa re paa maa gaa re
Gaa ni saa
Megho se barse
Armaan ki boonde
Manzile yun dastak deti hai
Palkon ke pichhe
Sapne sajake
Khwahishe hasti hai
Sargam se boondo ki
Ghoonje gaa jahaan
Mushkil hai khud ko
Khud hi se judaa karna
Mushkil hai khud ko
Khud hi se judaa karna
Udta phirta mann
Ka parinda chhoona
Chahein har woh shakhein
Jis mein saji hai
Khwaabon ke patte
Phool umeendo ke
Sapno ke rango se
Mehkega jahaan
Mushkil hai khud ko
Khud hi se judaa karna
Mushkil hai khud ko
Khud hi se judaa karna.