Raat mein hi jaagte hain
Yeh gunaahon ke ghar
Inki raahein khole baahein
Jo bhi aaye idhar aa haa
Yeh hai gumraahon ka rasta
Muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chhayi
Phir bhi hai tanhaayi
Kal inhi galiyon mein
In masli kaliyon mein
Toh yeh dhoom thi
Jo rooh pyaasi hai
Jis mein udaasi hai
Woh hai ghoomti
Sabko talaash wohi
Samjhe ye kaash koi aa haa
Yeh hai gumraahon ka rasta
Muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chhayi
Phir bhi hai tanhaayi
Halke ujaalo mein
Halke andhero
Mein jo ik raaz hai
Kyu kho gaya hai woh
Kya ho gaya hai ki
Woh naraaz hai
Aye raat itna bataa
Tujhko to hoga pata aa haa
Yeh hai gumraahon ka rasta
Muskaane jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chhayi
Phir bhi hai tanhaayi
Muskaane jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chhayi
Phir bhi hai tanhaayi.
Javed Akhtar, Ram Sampath
Ram Sampath, Rupesh Kumar Ram
Ravindra Upadhyay, Sona Mohapatra
Vishal Dadlani