Jeene na de yaad yeh teri bichhdake
Jaanewale laut ke aaja paas mere
Ya mujhko paas bula le
Na chithiyaan na koyi sandesa
Surkh gulabon ke mausam
Mein cheharon ke rang kaale
Surkh gulabon ke mausam
Mein cheharon ke rang kaale
Pyaase hi kahin mar jaaye na
Tere chaahane wale
Na chithiyaan na koyi sandesa
Waqt ne kaisi surat badali
Yeh kya din dikhlaaye
Jeevan ke tute darpan mein
Kuchh bhi nazar na aaye
Laut ke aaja paas mere ya
Mujhko paas bula le
Na chithiyaan na koyi sandesa
Surkh gulabon ke mausam
Mein cheharon ke rang kaale
Na chithiyaan na koyi sandesa
Dard ke dhund mein dubke
Kho gaya jeevan ka sukh saara
Tumase bichhadi aise jaise
Bichhade kunj ka taara
Milkar jinake saath tha
Udana udd gaye udane wale
Na chithiyaan na koyi sandesa
Surkh gulabon ke mausam
Mein cheharon ke rang kaale
Na chithiyaan na koyi sandesa
Rut jaaye jaake phir aaye
Tum na laut ke aaye
Har din har pal dard ki
Nadiya gehari hoti jaaye
Tere siwa iss dukh ke
Bhanwar se mujhko kaun nikaale
Na chithiyaan na koyi sandesa
Surkh gulabon ke mausam
Mein cheharon ke rang kaale
Pyaase hi kahin mar jaaye na
Tere chaahane wale
Na chithiyaan na koyi sandesa
Na chithiyaan koyi sandesa.
Alisha Chinai, Vijay Benedict
Vijay Benedict
Asha Bhosle, Vijay Benedict
Parvati Khan, Vijay Benedict
Vijay Benedict