Na fankar tujhsa
Tere bad aaya
Na fankar tujhsa
Tere bad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Na fankar tujhsa
Tere bad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Suro ki surili
Wo parwaz teri
Suro ki surili
Wo parwaz teri
Bahot khub surat
Thi aawaz teri
Zamane ko jisne
Deewana banaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Tera gham agar che
Bahot hai purana
Tera gham agar che
Bahot hai purana
Tujhe humse bichhde
Hua ek zamana
Hua ek zamana
Tera naam koi
Nahi bhul paya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Chale jayenge hum
Musafir hai sare
Musafir hai sare
Magar ek shikwa hai
Lab pe hamare
Tujhe kitni jaldi
Khuda ne bulaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mere dil ko phir
Aaj tadpa gaya hai
Wo manjar mere
Samne aa gaya hai
Wo manjar mere
Samne aa gaya hai
Mere dil ko phir
Aaj tadpa gaya hai
Wo manjar mere
Samne aa gaya hai
Ke logo ne tera janaja uthaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Na fankar tujhsa
Tere bad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya
Mohammed rafi tu
Bahot yaad aaya.
Mohammed Aziz
Amit Kumar, Mohammed Aziz
Mohammed Aziz