Aa gaye mumbay ke
Sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi
Lineay viyast hai bhaiya
Aa gaye mumbay ke
Sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi
Lineay viyast hai bhaiya
Mehnga padh gaya sapne bun na
Mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Vasudeva mumbai deva vasudeva
Badli hai aap hawa
Badal gaye hain nazare
Ye signal ye local
Dost hai naye tumhare
Naa zyada sun na
Naa zyada boli na
Paane mein hawa bhi
Kum le saans bhi pyare
Mehnga padh gaya sapne bun na
Mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Apna woh hota nahin
Jo apna lagta hai
Wrong hai right
Jaib hai tight
Lekin sab chalta hai
Rasta hai seedha
Jo tu tedha chale
Yahan to matlab se
Suraj aur chaand nikalta hai
Mehnga padh gaya sapne bun na
Mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Kaale kaale coat hare hare note
Taxi’ian kaali peeli
Technicolor hai ye sehar
Baate iski rangeeli
Lekin khushiyon ka
Color hai kaun sa
Tu pehchane ye
To bas zindagi jee lee
Mehnga padh gaya sapne bun na
Mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Aa gaye mumbay ke
Sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi
Lineay viyast hai bhaiya
Mehnga padh gaya sapne bun na
Mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna.
Sukhwinder Singh
Neeraj Shridhar, Shreya Ghoshal
Sunidhi Chauhan