Na Idher Ke Rahe - Kaanch Ki Deewar lyrics | Kaanch Ki Deewar - Na Idher Ke Rahe lyrics

Na Idher Ke Rahe is a hindi song from the 1986 movie Kaanch Ki Deewar. Na Idher Ke Rahe singer is Suresh Wadkar. Na Idher Ke Rahe composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Na Idher Ke Rahe lyricist or song writer is Kafil Azar. Na Idher Ke Rahe music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Na Idher Ke Rahe features Sanjeev Kumar, Smita Patil, Shakti Kapoor. Na Idher Ke Rahe director is and the producer is . The audio of Na Idher Ke Rahe song was released on 31st January, 1986 by Ultra Music. Na Idher Ke Rahe YouTube video song can be watched above.


Mein husn hoon meri
Tasveer kya banaye koi
Jo rang mujh mein bhare hain
Kaha se laye koi
Mein ishq hoon koi mujhe
Chahe to aazmaye koi
Meri misaal jahan mein
Kaha se laye koi
Mere jalwo ki kasam
In adao ki kasam
Khul gaya aapki
Aashiqi ka bharam
Na khuda hi mila
Haye haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe


Jhute wado ki kasam
Toote khwabon ki kasam
Khul gaya aapki
Saadgi ka bharam
Na khuda hi mila haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe


Aap ko husn ke
Raz ki kya khabar
Chup rahe jo juban
Bolti hain nazar
Are aap ko ishq ke
Raz ki kya khabar
Ishq ke dum se he
Sab yeh shamo saher
Are sham hain juhfein meri
Mera chehra saher hain
Are jo ji chahe kahelo
Tumko kis ka dar hain
Aap kya cheez hain
Jinse dar jaye hum
Khul gaya aapki
Aashiqi ka bharam
Na khuda hi mila
Haye haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe


Are hum to wo rang he
Jo badalta nahin
Husn ka hum pe jadu
Bhi chalta nahin
Hum wo suraj hain jo
Chad ke dhalta nahin
Apne aage bhi ha koi
Chalta nahin
Are kyu magrur hain itne
Yeh andaz bura hain
Apne ishq pe dekho
Itna naaz bura hain
Kab talak uthaoge
Khud pe zulmo sanam
Khul gaya aapki
Saadgi ka bharam
Na khuda hi mila haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe


Aap se kya kahe
Husn ka bag pan
Are chhod do chhod do
Ab yeh deewanapan
Hum hain jaane wafa
Hum hain jaane chaman
Phir bhi humko nahi hain
Tumhari lagan
Aaji tumse sikhe koi
Jhooti baatein karna
Are ishq hamara mazhab
Ishq jeena marna
Yu na ruswa karo
Ishq ko kam se kam
Are jo bhi kahte hai wo
Kar dikhayenge hum
Khul gaya aapki
Aashiqi ka bharam
Are khul gaya aapki
Saadgi ka bharam
Na khuda hi mila
Haye haye
Na khuda hi mila
Na mila re sanam
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe
Na udhar ke rahe.



Movie/album: Kaanch Ki Deewar
Singers: Suresh Wadkar
Song Lyricists: Kafil Azar
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Ultra Music
Starring: Sanjeev Kumar, Smita Patil, Shakti Kapoor
Release on: 31st January, 1986
1. Who is the music director of the song Na Idher Ke Rahe
Ans: Na Idher Ke Rahe song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Na Idher Ke Rahe
Ans: Na Idher Ke Rahe song singer is Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Na Idher Ke Rahe
Ans: Na Idher Ke Rahe song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Na Idher Ke Rahe
Ans: Na Idher Ke Rahe song lyricist is Kafil Azar
5. What is the movie of the song Na Idher Ke Rahe
Ans: Na Idher Ke Rahe song is from Kaanch Ki Deewar
6. Who wrote the song Na Idher Ke Rahe
Ans: Na Idher Ke Rahe song is written by Kafil Azar

Find other songs in - Kaanch Ki Deewar

1
Jalvon Ki Humare

Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi

2
Baato Mein Na Taalo Ji

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

3
Aiyo Na Maro Teer Ka Nishana

Kishore Kumar, Sharda Sinha

4
Bichhad Gaye Hai

Sharda Sinha

5
Ari O Sakhi

Anuradha Paudwal, Sharda Sinha