Na le ke jaao mere
Dost ka janaaza hai
Na le ke jaao mere
Dost ka janaaza hai
Abhi to garm hai mitti
Ye jism taaza hai
Abhi to garm hai mitti
Ye jism taaza hai
Na le ke jaao mere
Dost ka janaaza hai
Ulajh gayi hai kahi
Saans khol do is ki
Labon pe aayi hai jo
Baat poori karne do
Abhi ummeed bhi zinda
Hai gam bhi taaza hai
Na le ke jaao mere
Dost ka janaaza hai
Jagaao is ko gale mil
Ke alvida to kahu
Ye kaisi ruksati hai
Ye kya saleeka hai
Ye kaisi ruksati hai
Ye ya saleeka hai
Abhi to jeene ka har
Ek zakhm taaza hai
Na le ke jaao mere
Dost ka janaaza hai
Abhi to garm hai mitti
Ye jism taaza hai.
Lata Mangeshkar
A.R. Rahman, Kadar Ghulam Mustafa, Murtaza Ghulam Mustafa, Srinivas
Sonu Nigam
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Karsan Sagathia, Sunidhi Chauhan
Alka Yagnik, Udit Narayan