Na pyar kiye na ikraar kiye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Na ruthe na takraar kiye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Na ruthe na takraar kiye
Yeh milna bhi koi milna hai
Yeh milna bhi koi milna hai
Ke aaye aur chal diye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Na ruthe na takraar kiye
Yeh milna bhi koi milna hai
Yeh milna bhi koi milna hai
Ke aaye aur chal diye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Tum der se aksar aate ho
Phir laakh bahane banate ho
Samajha ke tumhe main haar gayi
Har bar mujhe tadpate ho
Tum der se aksar aate ho
Phir laakh bahane banate ho
Samajha ke tumhe main haar gayi
Har bar mujhe tadpate ho
Na baithe na didar kiye
Na baithe na didar kiye
Na ruthe na takraar kiye
Ye milna bhi koi milna hai
Ye milna bhi koi milna hai
Ke aaye aur chal diye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Na ruthe na takraar kiye
Yeh milna bhi koi milna hai
Yeh milna bhi koi milna hai
Ke aaye aur chal diye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Aate hi kehti ho jana hai
Muskil tumko samjhana hai
Mujhko to yakin ab aata nahi
Kya sach hai kya afsana hai
Aate hi kehti ho jana hai
Muskil tumko samjhana hai
Mujhko to yakin ab aata nahi
Kya sach hai kya afsana hai
Na bole na izhar kiye
Na bole na izhar kiye
Na ruthe na takraar kiye
Yeh milna bhi koi milna hai
Yeh milna bhi koi milna hai
Ke aaye aur chal diye
Na pyar kiye na ikraar kiye
Na ruthe na takraar kiye
Yeh milna bhi koi milna hai
Yeh milna bhi koi milna hai
Ke aaye aur chal diye
Ke aaye aur chal diye.
Alka Yagnik, Udit Narayan
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Kavita Krishnamurthy
Arun Bakshi
Alka Yagnik