Naache ghodaa naache ghodaa
Kimat iski chaar hazaar
Bench rahi hoon beech bazaar
Naache ghodaa naache ghodaa
iski chaar hazaar
Main bench rahi hoon
Beech bazaar
Taange chaubuk jaisi
Dum hai chaawar aisi
Taange chaubuk jaisi
Iski dum hai chaawar aisi
Roopwaan ghoda
Patthaa pahalwaan ghoda
Roopwaan ghoda
Patthaa pahalwaan ghoda haan ji
Naache ghodaa naache ghodaa
Kimat iski chaar hazaar
Main bech rahi hoon
Beech bazaar
Kyaa ye naachega
Haan haan nache
Bharatnatyam naache
Kathak naach bhi naache
Dekho manipuri bhi naache
Geet gaayegaa
Haan haan gaaye
Kajna kamariya gaaye
Angrezi gaana gaaye
Kya ye daudegaa
Haan haan dude
Kya ye daudegaa
Haan haan dude
Aage peeche daudegaa
Aage peeche daudegaa
Kimat weemat sab de
Denge pahle naach dikhaao ji
Kuchh gaana bhi sunwaao ji
Kimat weemat sab de
Denge pahle naach dikhaao ji
Kuchh gaana bhi sunwaao ji
Hai manzoor kimat hai manzoor
Sab manzoor naacho ek do teen
Jhoom jhoom ke jawaan
Jhoom jhoom khoob naache
Prem dekho ho ho ho
Do dulattiyaan chalaake
Muskuraake
Paas apna iska ghoda
Main hoon ghodaa
Lalalalallalalala lalallalalalalaa
Haan naacho peetoongi
Haan lalalalalalala lalalalalala
Lalalalalalalala rarararararararara
Waah re pyaare ghode
Sabse nyaare ghode
Waah re pyaare ghode
Sabse nyaare ghode
Chaar hazaar nikaalo
Chaar hazaar nikaalo
Ye lo dedo
Ghaas phoos chaara
Na ye ghodana khaaye
Aji ye ghoda na khaaye
Do phal haluwa gulaab
Jaamun rasgulle bhaaye
Do phal haluwa gulaab
Jaamun rasgulle bhaaye
Isko rasgulle bhaaye haan ji
Wah ghode waah ghode
Waah ghode waah ghode.
Moti B. A., Uma Devi Khatri (Tun tun)
Uma Devi Khatri (Tun tun)
Uma Devi Khatri (Tun tun)
Moti B. A., Zohrabai Ambalewali
Uma Devi Khatri (Tun tun)
Uma Devi Khatri (Tun tun)