Naaz tha jis pe mere sine mein wo dil hi nahi
Naaz tha jis pe mere sine mein wo dil hi nahi
Ab ye shisha kisi tasvir ke kabil hi nahi
Main kaha jau ke meri koi manjil hi nahi
Naaz tha jis pe mere sine me wo dil hi nahi
Pher li mujhse nazar apno ne begano ne
Pher li mujhse nazar apno ne begano ne
Mera ghar luta mere ghar ke hi mehmano ne
Mera ghar luta mere ghar ke hi mehmano ne
Jo mujhe pyar kare aisa koi dil hi nahi
Main kaha jau ke meri koi manjil hi nahi
Naaz tha jis pe mere sine me wo dil hi nahi
Dil bahal jaye khayalat ka rukh mod saku
Dil bahal jaye khayalat ka rukh mod saku
Main jaha baith ke har ahme wafa tod saku
Main jaha baith ke har ahme wafa tod saku
Meri takdir me aisi koi mehfil hi nahi
Main kaha jau ke meri koi manjil hi nahi
Naaz tha jis pe mere sine mein wo dil hi nahi
Do jaha shok mein hai aaj fija bhi chup hai
Do jaha shok mein hai aaj fija bhi chup hai
Kis se fariyad karu ab to khuda hi chup hai
Kis se fariyad karu ab to khuda hi chup hai
Ye wo afsaan hai jo sunne ke kabil hi nahi
Main kaha jau ke meri koi manjil hi nahi
Naaz tha jis pe mere sine mein wo dil hi nahi
Sagaye shisha kisi tasvir ke kabil hi nahi
Mai kaha jau ke meri koi manjil hi nahi
Naaz tha jis pe mere sine me wo dil hi nahi.
Sandhya Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Suman Kalyanpur
Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas, Usha Timothy
Hemlata (Lata Bhatt), Krishna Kalle
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Abhijeet Bhattacharya, Udit Narayan
Abhijeet Bhattacharya
Alka Yagnik, Jatin Pandit, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alisha Chinai
Sonu Nigam
Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal
Shrraddha Pandit, Udit Narayan
Sunidhi Chauhan