O nach le na na nach le
O chal taal taal nach le
O soniye heere motiye
O chal haath thaam chak le
O nach le nach le
O chal taal taal nach le
O soniye heere motiye
O chal haath thaam chak le
Darana kya oy oy
Ham tere oy oy
Hain rabba sang tere
O nach le ve saiyaan
Saiyaan ve saiyaan
Dharti ka zarra main
Ambar ka hai taara wo
Phir bhi yeh mel ho gaya
Khamosh thi wo haseen
Humne bhi kaha nahi
Aankho mein hi khel
Ho gaya ve saiyaan
Dharti ka zarra main
Ambar ka hai taara wo
Phir bhi yeh mel ho gaya
Khamosh thi wo haseen
Humne bhi kaha nahi
Aankho mein hi khel ho gaya
Ye hai qamaal-e-ulfat
Naazaan hai dil pe kudrat
Zanzeer na deewarein
Na roke koi taaqat
Milan ki dhun jo lage
To phir duniya na dikhe
Jale hon shole raahon mein
Lage hon kaante paanon mein
Sochana kya phir to chale waha
Jahaan lai chala hamadam
Na na nach le
O chal taal taal nach le
O soniye heere motiye
O chal haath thaam chak le
O nach le nach le
O chal taal taal nach le
O soniye heere motiye
O chal haath thaam chak le
Darana kya oy oy
Teri nigaahon ka
Saya mila mujhe
To mili hain ye
Saari khushiyaan
Teri duaaon se hi
Mere armano ki bhi
Ab to sajegi duniya
Hai farz ye hamara
Aur haan sada rahega
Utthi jo tujhape talawaar
Sar apana hi katega
Chhad ab saare bawaal
Achchha sa mahoorat nikaal
Bana ke tujhako dulaha
Chalenge tere sasuraal
Baaje dham-dham dhol
Nacha deghe sabko cham cham
O nach le nach le
O chal taal taal nach le
O soniye heere motiye
O chal haath thaam chak le
Darana kya oy oy
Ham tere oy oy
Hain rabba sang tere
O nach le ve saiyaan
Saiyaan ve saiyaan
O nach le na na nach le
O chal taal taal nach le.
Viva (Band)
Asha Bhosle, Sonu Nigam
Hariharan, Mahalakshmi Iyer, Udit Narayan
Kunal Ganjawala
Kavita Krishnamurthy, Shaan