Nadiya ke pani jaisa jeevan
Sadiyon se bahata jaye re
Hey nadiya ke pani jaisa jeevan
Sadiyon se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan
Sadiyon se bahata jaye re
Insan to anjaan hai
Kya hoga agale pal yahan
Insan to anjaan hai
Kya hoga agale pal yahan
Kislo khabar kisko fikar
Hum honge agale pal kahan
Jeevan ko jisse jo hai kahna
Jeevan wo kahta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan
Sadiyo se bahata jaye re
So rang hai so roop hai
Ek pal ke mosam mein yahan
Ho so rang hai so roop hai
Ek pal ke mosam mein yahan
Ye jindagi to hai khushi
Bachke jaoge tum kahan
Jeevan to bas uska hai jeevan
Gham mein jo hasta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai
Ek pal mein chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai
Ek pal mein chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan
Sadiyon se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Mann kaisa dhokha khaye re.
Amit Kumar, Bali Brahmbhatt
Vinod Rathod
Mamta Sharma
Ritu Pathak