Naino me sawan
Maan mere fagun
Palchhin jale aur jalaye
Yaad aaye bachpan
Yaad aaye re
Naino me sawan
Maan mere fagun
Palchhin jale aur jalaye
Yaad aaye bachpan
Yaad aaye re yaad aaye re
Nachi nain me bachpan
Ke sathi yaad aaye
Wo pathshala yaad
Aaye re yaad aaye re
Yaad aaye re yaad aaye re
Banke kisi ki jab
Rajrani pahanti thi
We phul mala wo din
Wo ratiya biti wo batiya
Rah rah ke dil ko dukhaye
Rah rah ke dil ko dukhaye
Babul ka aagan yaad
Aaye re yaad aaye re
Unse milan ki pahli ghadi
Thi magar tod di parit maine
Ban bawari haye ban ban
Phiri mai gawaya magar mit maine
Banke miti kyu mai yu luti
Kyu ye soch hardam sataye
Ye soch hardam sataye
Maan ki wo uljhan yaad aaye re
Yaad aaye re
Maan ka hiran mere jata kaha
Thi gale me bandhi prem dori
Phir se mile do bichhade sitare
Mile apne chanda se bichhadi chakori
Maan ka hiran mere jata kaha
Thi gale me bandhi prem dori
Phir se mile do bichhade sitare
Mile apne chanda se bichhadi chakori
Ek pal khushi ka chanchal hansi ka
Mujhkjo hansa ke rulaye
Mujhkjo hansa ke rulaye
Sapno ka darpan yaad
Aaye re yaad aaye re
Ek pal khushi ka chanchal hansi ka
Mujhkjo hansa ke rulaye
Mujhkjo hansa ke rulaye
Sapno ka darpan yaad
Aaye re yaad aaye re.
Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Talat Mahmood
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)