Tere peeche aye jo bhi
Tere aage aye jo bhi
Pyaar se jo lega tera naam
Tyacha nanachi taang
Jiski tu nazar mein aay
jo tujhe nazar lagaye
Kar dun usko mein
Tera gulam tyacha nanachi taang
Meri hai tu meri hai
Tu mera sapna
Churaaye mera sapna jo
Bolunga usko saare aam
Tujhe nanachi taang
Mere siwa jo tujhe
Dekh lagta bura
Ik din main tujh ko hi
Duniya se lunga chura
Aake farishte bhi
Tujhse miloon tho jaloon
Subhahon ko, shamon ko,
Raaton ko main hi miloon
Tere mere pyaar se jo
Jal raha ho jaan le woh
De raha hoon main usse paiggam
Tyacha nanachi taang
Jiski tu nazar mein aaye jo
Tujhe nazar lagaaye kar main
Tera gulam
Tyacha nanachi taang
Chuke hawaein kyun
Guzre yun tujhko bala
Takde hue tujhko kyun hai
Yeh suraj dala
Innko bhi mohabbat hui jo kahin
Ho jaayegi innse
Phir meri dushmani
Tu hai toh pasand
Meri chahatein kare jo teri
Pyaar ke jo bhejega salam
Tyacha nanachi taang
Jiski tu nazar mein aaye
Jo tujhe nazar lagaaye ka
Dun uss ko main tera gulam
Tyacha nanachi taang
Meri hai tu meri hai
Tu mera sapna
Churaaye mera sapna jo
Bolunga usko saare aam
Tujhe nanachi taang.
Kishore Kumar
Amit Kumar, Shailendra Singh
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Daler Mehndi, Kalpana Patowary
Shehzad Roy
Krishnakumar Kunnath (K.K), Sunidhi Chauhan