Sach kahta hai
Sach kahta hai ye sara zamana
Sach kahta hai ye sara zamana
Naya naya hota hai,purana purana
Ye to kahwat hai barso purani
Socho nayi koi chedo kahani
Kya unse kah do humne ye mana
Kya unse kah do humne ye mana
Naya naya hota hai,purana purana
Are naya naya hota hai,purana purana
Naye mein chamak hai
Purane mein chah hai
Naya na kuch ho to zamane mein kya
Chamkata jo kuch nahi hai vo sona
Purana hai insaan,naya hai khilona
Khilona ki jhuti,khilona ki jhuti
Khilona ki jhuti chamak pe na jana
Naya naya hota hai,purana purana
Are naya naya hota hai,purana purana
Mohabbat ki panti mein jo ek nishani
Mohabbat ki panti mein jo ek nishani
Vo hoti hai tasveer purani
Purane chand sathi mile kaha par
Yahi baat aati hai,sabki jubaa par
Naya yaar koi nasiba sunana
Naya yaar koi nasiba sunana
Naya naya hota hai,purana purana
Are naya naya hota hai,purana purana
Jaha par khadi thi vahi pe vahi ho
Jaha par khadi thi vahi pe vahi ho
Tumhara zamana gaya tum yahi ho
Ab aur hum kya kahe soniye
Sab kuch to tum kah gayi
Zameen pe tum ho aur hum aasma par
Hua kya laga chup ka tala juba par
Nahi yaad kya aur koi bahana
Nahi yaad kya aur koi bahana
Naya naya hota hai,purana purana
Naya naya hota hai,purana purana
Sach kahta hai ye sara zamana
Naya naya hota hai,purana purana
Naya naya hota hai,purana purana.
Asha Bhosle
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Nirmala Devi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Rahul Dev Burman
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Shailendra Singh, Shakti Singh