Naye zamane ki hoon nayi ladki
Naye zamane ki hoon nayi ladki
Naye zamane ki hoon nayi ladki
Main jhukna na janu re
Main rukna na janu re
Naye jamane ka hoon naya ladka
Naye jamane ka hoon naya ladka
Main jhukna na janu re
Main rukna na janu re
Naye zamane ki hoon nayi ladki
Naye jamane ka hoon naya ladka
Rup main hoon tu hain
Khushboo dono adhe adhe
Mujhme tu ho tujhme main hoon
Aise ho kuch wade
Rup main hoon tu hain
Khushboo dono adhe adhe
Mujhme tu ho tujhme main hoon
Aise ho kuchh wade
Ho tu barse meri dharti par
Bankar pyar ka badal
Dhup jalaye mujhe
Agar mil jaye tera aachal
Main jhukna na janu re
Main rukna na janu re
Naye jamane ka hoon naya ladka
Naye zamane ki hoon nayi ladki
Naya nayi se mile to
Dono bas mein karle kismat
Dharti ka hum roop badal de
Kat ke rakh de parwat
Naya nayi se mile to
Dono bas mein karle kismat
Dharti ka hum roop badal de
Kat ke rakh de parwat
Aasman ki unchayi
Pairo mein le aaye
Sagar ki gahrayi ko hum
Dahliz tak chalkaye
Main jhukna na janu re
Main rukna na janu re
Naye zamane ki hoon nayi ladki
Naye jamane ka hoon naya ladka
Man gaye woh baat hamesha
Kabhi jo meri baat
Main hoon tere man ka darpan
Tu mujhko pahchan
Darpan par hain dhool padi
Main lagti tujhko maili
Shak ke hatho koi bacha na
Lele ab tu jan.
Lata Mangeshkar
Ananya Mukherjee
Amit Kumar, Shabbir Kumar
Asha Bhosle, Kumar Sanu, Udit Narayan