Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Koi dewe sachh ki sada
Bhagwan ka thekedaar koi
Aur loot ke dukhiyaaron ke ghar
Banta hai pehredaar koi
Loot ke dukhiyaaron ke ghar
Banta hai pehredaar koi
Rang birangi duniya ki
Tasweer dikhaane
Aaye ham aaye ham
Jaag re desh ke bande
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Ye dharti bhari khazaanon se
Phir bhi koi laachaar hai kyun
Har chauraste pe insaanon ka
Ye sasta baazaar hai kyun
Har chauraste pe
Insaanon ka ye sasta
Baazaar hai kyun
Bhedbhaav ki ye oonchi
Deewaar giraane
Aaye ham aaye ham
Jaag re desh ke bande
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Dhan daulat ke aasan pe baith
Talwaar ki pooja
Band karo band karo
Taaqat ke nashe mein
Nafrat ke avtaar ki
Pooja band karo
Taaqat ke nashe mein
Nafrat ke avtaar ki
Pooja band karo
Duniya ko pyaar ki reet
Aman ka geet sikhaane
Aaye ham aaye ham
Jaag re desh ke bande
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Jaag re desh ke bande.
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar