Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai
Badi hai rangin
Fizaye dekho
Tarana gao ji
Deewana kahta hai
Sabhi dilwale hue matwale
Bhare aayi hai
Jamana kahta hai
Baharo ko isharo
Ko samjhalo ji
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai
Ye kali julfe agar
Bikhra du
Falak me awara
Ghataye ruk jaye
Najar ki sokhi
Agar dikhladu
Ghata ke daman
Me sitare chup jaye
Sitaro ko isharo
Ko samjh lo ji
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai
Nashili rate
Najar se bate
Kisi se milne
Ke bahane milte hai
Udhar khamoshi
Idhar madhoshi
Aankho aankho
Me fasane bante hai
Isharo ko
Isharo ko samjh lo ji
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Subir Sen
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi