Nazron Ke Teer Maare - Do Ustad lyrics | Do Ustad - Nazron Ke Teer Maare lyrics

Nazron Ke Teer Maare is a hindi song from the 1959 movie Do Ustad. Nazron Ke Teer Maare singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Nazron Ke Teer Maare composer is Omkar Prasad Nayyar and Nazron Ke Teer Maare lyricist or song writer is Qamar Jalalabadi. Nazron Ke Teer Maare music director is Omkar Prasad Nayyar. Nazron Ke Teer Maare features Raj Kapoor, Madhubala, Sheikh Mukhtar, Sulochana, Daisy Irani, Uma Dutt, Satish Vyas, Charlie, Ramlal, Prem Sagar, Bimla Kumari, Sadiq. Nazron Ke Teer Maare director is and the producer is . The audio of Nazron Ke Teer Maare song was released on 31st December, 1959 by Saregama. Nazron Ke Teer Maare YouTube video song can be watched above.


Najro ke teer mare kas kas kas
Ek nahi do nahi aath no das
Najro ke teer mare kas kas kas
Ek nahi do nahi aath no das
Saiya mai to har gayi bas bas bas
O bas bas bas bas
Najro ke teer mare kas kas kas


Gori ye kalai kaisi naram malai jaisi
Tere to mai wari jawa baliye
Lambi lambi ganne jaisi
Dekhi na hasin aisi
Lambi lambi ganne jaisi
Dekhi na hasin aisi
O misri di daliye
Bato me mai to gayi fas fas fas
Ek nahi do nahi aath no das
Gori mai to har gaya bas bas bas
O bas bas bas bas
Najro ke teer mare kas kas kas


Jao ji jao bate na banao
Rakh di kalao meri mod ke
Dil bhi chuarya tume shor bhi machaya tune
Dil bhi chuarya tume shor bhi machaya tune
Kaise na jau tujhe chod ke
Tane tu mare tujhe has has has
Ek nahi do nahi aath no das
Saiya mai to har gayi bas bas bas
O bas bas bas bas
Najro ke teer mare kas kas kas


Jane jaha bolo chali ho kaha leke
Naino ki ye phuljhadiya
Tumpe marunga gori
Pyar mai karunga gori
Tumpe marunga gori
Pyar mai karunga gori
Chahe lage ji hathkadiya
Tadap gayi re meri nas nas nas
Gori mai to har gaya bas bas bas
O bas bas bas bas
Najro ke teer mare kas kas kas


Dur hi rahna saiya
Fir nahi kahna saiya
Rakhna ji dil ko sambhal ke
Upar se bholi hu mai
Andar se goli hu mai
Upar se bholi hu mai
Andar se goli hu mai
Rakhe hai nag maine pal ke
Haye julfo ke nag
Gaye das das das
Ek nahi do nahi aath no das
Najro ke teer mare kas kas kas
Ek nahi do nahi aath no das
Saiya mai to har gayi bas bas bas
O bas bas bas bas
Najro ke teer mare kas kas kas.



Movie/album: Do Ustad
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Madhubala, Sheikh Mukhtar, Sulochana, Daisy Irani, Uma Dutt, Satish Vyas, Charlie, Ramlal, Prem Sagar, Bimla Kumari, Sadiq
Release on: 31st December, 1959
1. Who is the music director of the song Nazron Ke Teer Maare
Ans: Nazron Ke Teer Maare song music director is Omkar Prasad Nayyar
2. Who is/are the singer/singers of the song Nazron Ke Teer Maare
Ans: Nazron Ke Teer Maare song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Nazron Ke Teer Maare
Ans: Nazron Ke Teer Maare song composer is Omkar Prasad Nayyar
4. Who is the Lyricist of the song Nazron Ke Teer Maare
Ans: Nazron Ke Teer Maare song lyricist is Qamar Jalalabadi
5. What is the movie of the song Nazron Ke Teer Maare
Ans: Nazron Ke Teer Maare song is from Do Ustad
6. Who wrote the song Nazron Ke Teer Maare
Ans: Nazron Ke Teer Maare song is written by Qamar Jalalabadi

Find other songs in - Do Ustad

1
Tu Ladki Mai Ladka

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Aaya Tumpe Dil Aaya

Asha Bhosle

3
Rik Rik Tik Tik

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

4
Tere Dil Ka Makaan

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

5
Ruk Ruk Kahan Chali

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

6
Kyaalon Pe Mere Chhaae Hue

Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shamshad Begum

7
Aaka Ka Baaka

Mohammed Rafi

8
Pyar Mein Jeena

Usha Uthup

9
Meri Choli Pe

Asha Bhosle

10
Kitne Hi Salon Se

Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar