Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Teen char jode fauran
Khaadi ke tum silaina
Teen char jode fauran
Khaadi ke tum silaina
Sarpe lagaike topi
Neta giri dikhaina aa
Sarpe lagaike topi
Neta giri dikhaana aa
Do chaar likha ke bhasan
Dena uchhal uchhal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Subaho ko ek dal mein
Aur shaam ko ek dal mein
Subaho ko ek dal mein
Shaam ko ek dal mein
Ganga rakho ho agal mein
Jamuna rakho bagal mein
Ganga rakho ho agal mein
Jamuna rakho bagal mein
Kimat badhao apni
Chimpariti badal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Police se line apni
Hardum banaike rakh na
Police se line apni
Hardum banaike rakh na
Gundo se line apne
Hardum milake rakh na
Gundo se line apne
Hardum milake rakh na
Iss idea pe chalke
Cm banoge kal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Meri duaa hain chamcho
Leedar bade bano tum
Meri duaa hain chamcho
Leedar bade bano tum
Meri nasihato par
Fauran amal karo tum
Meri nasihato par
Fauran amal karo tum
Gaandhi ke khaab becho
Gaandhi bhavan mein kal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke
Netaon ki dagar pe
Chamcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Khaa jao isko tal ke.
Sushma Shrestha (Poornima)
Sadhana Sargam
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Kumar Sanu
Sadhana Sargam, Udit Narayan