Nigaahen ladte hi dil ka
Machalna dekhte jaao
Nigaahen ladte hi dil ka
Machalna dekhte jaao
Zara si thhes me duniya
Badalna dekhte jaao
Nigaahen ladte hi dil ka
Machalna dekhte jaao
Nigaahen ladte hi
Niraala hai tamaasha dil bhi
Mazboori pe hansta hai
Jigar mein aag hai ae ae
Aur aankhon se paani barasta hai
Bhari barsaat mein ik
Ghar ka jalna dekhte jaao
Bhari barsaat mein ik
Ghar ka jalna dekhte jaao
Nigahe ladte hi dil ka
Machalna dekhte jaao
Nigahe ladte hi
Yeh woh betaabiyaan hain
Kuchh thikana hi nahi jinka
Agar dekha na ho toofaan
Me behta huaa tinka
Toh mere dil ka girna
Aur sambhalna dekhte jaao
Toh mere dil ka girna
Aur sambhalna dekhte jaao
Nigahen ladte hi dil ka
Machalna dekhte jaao
Nigaahen ladte hi
Tumhe bhaate na thhe
Shikawe mere aur zindagi meri
Idhar aao nazar aayegi
Tumko bebasi ee ee meri
Kisi armaan bhare ka
Damm nikalna dekhte jaao
Kisi armaan bhare ka
Damm nikalna dekhte jaao
Nigahe ladte hi dil ka
Machalna dekhte jaao
Zara si thhes mein duniya
Badalna dekhte jaao
Nigaahen ladte hi dil ka
Machalna dekhte jaao
Nigaahen ladte hi.
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Rajkumari Dubey
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar