Noor e khuda
Hoo ohooohoo
Noor e khuda
Ajnabi mod hai
Kauf har aur hai
Har nazar pe duan cha gaya
Pal bhar mein jane kya kho gaya
Hmmm aasmaaan sard hai
Aahein bhi sard hai
Kab se sayaa juda ho gaya
Hmmm pal bhar mein
Jane kya kho gaya
Saans ruk si gai
Jism chhil sa gaya
Tutte khawabon ke manjar pe
Tera jahan chal diya
Noor e khuda noor e khuda
Tu kahan chupa
Hai hamein yeh bata
Noor e khuda noor e khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor e khuda noor e khuda
Tu kahan chupa hai
Tu hamein yeh bata
Noor e khuda noor e khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor e khuda
Ho nararein karam farma hi de
O deno dharam ko jaga hi de
Ho chalti hui tanhaiyan
Roothi hui parchaiyan
Kaise udii yeh hawa
Chaya yeh kaisa sama
Rooh jam si gai
Waqt tham sa gaya
Tutte khawabon ke manjar pe
Tera jahan chal diya
Noor e khuda noor e khuda
Tu kahan chupa
Hai hamein yeh bata
Noor e khuda noor e khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor e khuda
Ga ma pa ni sa dha
Aa aaa aa aa
Kuch isi lamho ko aas teri
Zamkhmi dil ko hai pyaas teri
Har dhadkan to talash teri
Teri milta nahi hai pata
Khali aakhein
Khud se sawal karein
Aman ki cheekh behaal karein
Behta lahoo fariyaad karein
Tera mitta chala hai nishan
Rooh jam si gai
Waqt tham sa gaya
Tutte khawabon ke manjar pe
Tera jahan chal diya
Noor e khuda noor e khuda
Tu kahan chupa
Hai hamein yeh bata
Noor e khuda noor e khuda
Yun na hamse nazarein phira
Noor e khuda
Noor e khuda noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor e khuda noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor e khuda noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata
Noor e khuda noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai yeh bata.
Shankar Mahadevan, Suraj Jagan
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Richa Sharma, Shankar Mahadevan
Ustad Rashid Khan
Shafqat Amanat Ali Khan