Tum ko ho aur kya ho ham jaan gaye hai
Ab samne aa jao ke pehchan gaye hai
O bekhabar tujhe kya pata
Mile dil jise wo badshah
O bekhabar tujhe kya pata
Mile dil jise wo badshah
Vo jo dard duniya ka bant le
Vo vaser nahi wo vaser nahi
Vo to hai khuda
O bekhabar tujhe kya pata
Todo jo kisi ka dil koi
Kahte hai falak hil jata hai
Ek parda nasi ki baat hai kya
Dunde se khuda mil jata hai
Ye bedh ki baat kahe kaise
Dil walo ne kya kya dekh liya
Manjur chada jab suli par
Duniya ne thamasha dekh liya
Hai khuda ka bi yahi faisla
Hai khuda ka bi yahi faisla
Mile dil jise wo badshah
Wo vasar nahi wo to hai khuda
O bekhabar tujhe kya pata
Kuch log badalkar besh yaha
Sansar ko dhokha dete hai
Kuch aise bhi hai dilwale yaha
Jo jaan kar dhokha khate hai
Kuch aise bhi hai dilwale yaha
Jo jaan ke dhokha khate hai
Dushnam ko dost samjhte hai
Pechan ke dhokha khate hai
Luta dil to dil ne yahi kaha
Luta dil to dil ne yahi kaha
Kahte hai ke duniya se pehle
Dilwalo ki tasveer bani
Phir husn bana phir ishq bana
Phir aashiq ki taqdeer bani
Diwane hame gafil na samajh
Ham aashiq hai nadan nahi
Har baat ko khub samajhte hai
Hai akalmand nadan nahi
Jo kisi ke gham se ho aasna
Wo vasar nahi wo to hai khuda
O bekhbar tujhe kya pata.
Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle