O dilbar jaaniye tere hai hum tere
O dilbar jaaniye tere hai hum tere
Chhupa lenge inn aankhon
Mein sanam hum ghum tere
O dilbar jaaniye tere hai hum tere
Chhupa lenge inn aankhon
Mein sanam hum ghum tere
O dilbar jaaniye tere hai hum tere
Yuun baat baat baat
Pe tum rutha na karo
Dil tod tod maja luta na karo
O jaane jaana yeh
Toh hai ruswaayi pyaar ki
Inn baaton se badh jaayegi
Mehngaayi pyaar ki
Dhundein nahi paaogi
Tum baajaar mein aashiq
Daudenge 50 60 ke
Raftaar mein aashiq
Phir naam leke pyaar
Ka tum gaaya karogi
Sar phod ke deewaaron
Se chilaaya karogi
O dilbar jaaniye
Tere hai hum tere
Chhupa lenge inn aankhon
Mein sanam hum ghum tere
O dilbar soniye tere hai hum tere
Ik din tumhaare dil
Mein bhi ik aag uthegi
Tufaan uthega muhabbat jaag uthegi
Ho jaaye aisa haal
Toh kar lena mujhako yaad
Sar ke bal chalkar
Aayunga sun kar teri fariyaad
Dil se mere khele ho
Abb sar se bhi khelo
Yeh dil jigar gurda
Tumhaara hai tumhi le lo
Ustaad hoon majanu ka
Main farhaad ka chela
Har haal mein haarega
Jo dil se mere khela
O dilbar jaaniye tere hai hum tere
Chhupa lenge inn aankhon
Mein sanam hum ghum tere
O dilbar heeriye tere hai hum tere
O bewafa tune mujhe
Kahin ka nahi chhoda
Tu gussa jo karati hai
Kar le pyaar bhi thoda
Tere bina jina mera
Jina hai kya jina
Tadapunga main jab
Aayega saawan ka mahina
Woh husn bhi kya husn
Hai jo ishq na jaane
Dildaar ko aur yaar
Ko bilkul na pehchaane
Meri wafa ik din aisa
Kuchh rang laayegi
Ke naajani jaalim
Haseena maan jaayegi
Haseena maan jaayegi
Haseena maan jaayegi
O dilbar jaaniye tere hai hum
Tere chhupa lenge inn aankhon
Mein sanam hum ghum tere
O dilbar soniye tere hai hum tere.
Mahesh Kumar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi