O Geet Nahin Ban Sakte - Do Bhai lyrics | Do Bhai - O Geet Nahin Ban Sakte lyrics

O Geet Nahin Ban Sakte is a hindi song from the 1969 movie Do Bhai. O Geet Nahin Ban Sakte singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. O Geet Nahin Ban Sakte composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and O Geet Nahin Ban Sakte lyricist or song writer is Anand Bakshi. O Geet Nahin Ban Sakte music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). O Geet Nahin Ban Sakte features Ashok Kumar, Mala Sinha, Jeetendra, Jagdeep, Sheikh Mukhtar, Manmohan, Chand Usmani, Malika, Asit Sen, Gautam Mukherjee, Pal Sharma, Subroto Mahapatra, Vinod Sharma. O Geet Nahin Ban Sakte director is and the producer is . The audio of O Geet Nahin Ban Sakte song was released on 9th February, 1969 by Saregama. O Geet Nahin Ban Sakte YouTube video song can be watched above.


Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain


Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara aaa
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain


Kisi mehfil mein
Wo bhi chale aayen to
Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
Kisi mehfil mein
Kisi mehfil mein
Wo bhi chale aayen to
Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
Dekhte unko dil dar jaata hai
Iss zamaane mein kuchh hamraaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain


Laralalala laralalala
Laralala laralala
Hahahahaha hahahahha hahahhaa hahahaha


Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
Aise mil jaati hai
Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
Jin ka matlab koyi na samjhe
Daastaane dil
Alfaaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain


Duniya ke chehre par kitne naqaab hain
Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
Duniya ke chehre par
Duniya ke chehre par kitne naqaab hain
Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
Jhooth pe sach ka dhokha ho jaata hai
In jahaan waalon ke andaaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Mubaarak aapko


Ye din khushiyon bhara ho
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara ho
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara.



Movie/album: Do Bhai
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Mala Sinha, Jeetendra, Jagdeep, Sheikh Mukhtar, Manmohan, Chand Usmani, Malika, Asit Sen, Gautam Mukherjee, Pal Sharma, Subroto Mahapatra, Vinod Sharma
Release on: 9th February, 1969
1. Who is the music director of the song O Geet Nahin Ban Sakte
Ans: O Geet Nahin Ban Sakte song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song O Geet Nahin Ban Sakte
Ans: O Geet Nahin Ban Sakte song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song O Geet Nahin Ban Sakte
Ans: O Geet Nahin Ban Sakte song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song O Geet Nahin Ban Sakte
Ans: O Geet Nahin Ban Sakte song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song O Geet Nahin Ban Sakte
Ans: O Geet Nahin Ban Sakte song is from Do Bhai
6. Who wrote the song O Geet Nahin Ban Sakte
Ans: O Geet Nahin Ban Sakte song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Do Bhai

1
Kabhi Bhule Se Na

Paro Devi

2
Yaad Rakhna Mujhe

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Saleem Prem Raagi

3
Duniya Mein Meri Aaj

Mohammed Rafi

4
5
Mere Piya To Base Pardes Re

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

6
Yaad Karoge Ik Din Humko

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

7
Hamein Chhod Piya

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

8
Aaj Preet Ka Naata Toot Gaya

G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

9
Yaad Karoge Ik Din Humko

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

10
Mera Sundar Sapna Beet Gaya

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

11
Bala Se Dil Gaya

Asha Bhosle

12
Ae Dil Ye Bata

Asha Bhosle

13
Kaun Jaane Har Bahane

Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

14
15
Jeena Hai Tera Ban Kar

Mohammed Rafi

16