O janewale
O janewale mera jeewan
Tere hawale
Kahi hoga prabhat
Kahi sanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot
Tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat
Kahi sanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot
Tere saath chalegi
Ho janewale mere jeewan
Tere hawale
Raho mein teri jo aaye toofan
Pade sankat mein pran
Or garajta ho jab aasman
Raho mein teri jo aaye toofan
Pade sankat mein pran
Or garajta ho jab aasman
Chahe dushman bane
Aaj sara jahan
Mere sach ki hai aan
Teri jai ka udega nishan
Tere sukh mein jai maan
Tere sukh mein jai maan
Tere dukh mein banu dhal
Andhkar mein bhi
Andhkar mein bhi
Pyar ki masal jalegi
Meri aarti ki jyot
Tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat
Kahi sanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot
Tere saath chalegi
Ho janewale mere jeewan
Tere hawale
Sun aaj apne watan ki pukar
Teri chamke katar
Jaise badal pe bijli ka war
Sun aaj apne watan ki pukar
Teri chamke katar
Jaise badal pe bijli ka war
Aaj ran mein bahe
Aise lahu ki dhar
Lal chunari sawar
Saje dharti suhagan
Tere sang mere pran
Tere sang mere pran
Honge pure arman
Apne desh ki ye
Apne desh ki ye bagiya saja
Phule phalegi
Meri aarti ki jyot
Tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat
Kahi sanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot
Tere saath chalegi
Ho janewale mere jiwan
Tere hawale
Janewale mere jeewan
Tere hawale.
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi