O mere khuda, o mere khuda
Mera koi nahi hai tere siwa
O mere khuda, o mere khuda
Mera koi nahi hai tere siwa
Tu sun le sada meri sun le sada
O mere khuda, o mere khuda
Mera koi nahi hai tere siwa
Ye dar pe shawali aaya hai
Aur daman khali laya hai
Hum chhodke tujhko jaye kaha
Is dil ki murade paye kaha
Badla hai tera insan magar
Teri bhi nahi pehli si nazar
Aaho me asar paida kar de
Abudh mere itna kar de
Mai banda tera tu mera khuda
Hoga na kabhi ye rishta juda
O mere khuda, o mere khuda
Mera koi nahi hai tere siwa
Saitan ki us dam har huyi jab
Jab nuhe ki kashti par huyi
Bhulega na ibrahim kabhi
Jo aag wahi gulzar huyi
Ayud ko baksa tune sabar
Liya ek aashpati teri nazar
Hotho pe tera jo naam aaya
Mushkil me sabhi ke kam aaya
Fariyad hamari sun le zara
Humko na mita, humko na mita
O mere khuda, o mere khuda
Mera koi nahi hai tere siwa
Aankho ka ujala chhin liya
Jine ka sahara chhin liya
Kyu lut li iski khushi
Kya tere liye thi koi kami
Ye sah na sakega tere sitam
Majbur pe kar de nazre karam
Rehmat ko teri ab josh me la
Aasum ko data aankhe dila
Aankhe dila aankhe dila
Aankhe dila aankhe dila.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle