O meri chamak chalo
O meri chamak chalo
Do din ki hai jindagani
O meri chamak chalo
Do din ki hai jindagani
Tu pyar kar mujhe aise
Mai likh du prem kahani
O mere ramlubaya
O mere ramlubaya
Kya likhani prem kahani
O mere ramlubaya
Kya likhani prem kahani
Moka hai mauj uda
Lo kab kispe rahi jawani
O meri chamak chalo
O mere ramlubaya
Likhne ka sok mujhe
Hai likhata hu dil ki bate
Likhne ka sok mujhe
Hai likhata hu dil ki bate
Todi si din ki bate
Todi si rato ki baate
Din ke kya tor tarike
Rato ki niyat kya hai
Tum to kya jano ispar
Mausam ki chaha kya hai
Dil jo kahta hai usko
Aankho se mai kahta hu
Dil jo kahta hai usko
Aankho se mai kahta hu
Dil ki halat ko samjho
Rut hai kitni mastani
O mere ramlubaya
O mere ramlubaya
Kya likhani prem kahani
Moka hai mauj uda
Lo kab kispe rahi jawani
O meri chamak chalo
O mere ramlubaya
Sun sun ke bol bole
Mera dil baita jaye
Sun sun ke bol bole
Mera dil baita jaye
Pyase armano wala
Sawan ye bita jaye
Mujhko kuch hosh nahi tha
Sachmuch me vo asar tha
Najaro me tum hi tum
The mausam se bekhabar tha
Sun lo ghangor khiladi
Manjil pe aa ke batki
Mere youvan ki ghadi
Karte ho kyu nadani
Socho bate mardani
Karte ho kyu nadani
Socho bate mardani
Mauka hai mauj uda
Lo kab kispe rahi jawani
O meri chamak chalo
O meri chamak chalo
Do din ki hai jindagani
Tu pyar kar mujhe aise
Mai likh du prem kahani
O mere ramlubaya
O mere ramlubaya
Kya likhani prem kahani
Moka hai mauj uda
Lo kab kispe rahi jawani
O meri chamak chalo
O mere ramlubaya.
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Lata Mangeshkar