O meri mehbooba mehbooba mehbooba
Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya
Par dekh jo tu ruth kar chali jayegi
Tere saath hi mere marne ki khabar aayegi

Teri chahat mera chain churaigi
Teri chahat mera chain churaigi
Lekin tujko bhi to nind na ayegi
Main toh mar jaunga lekar naam tera
Naam magar kar jaunga badnam tera
Tohba tohba phir kya hoga
Ke yaad mein meri dil tera tadapaigi
Tere jaatey hi tere aane ki khabar aayegi
O meri mehbooba mehbooba mehbooba
Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya
Jo bhi meri is prem kahani ka
Jo bhi meri is prem kahani ka
Par kya hoga teri mast jawani ka
Ashiq hoon main tere dil me raheta hoon
Apni nahin main tere dil ki kaheta hoon
Tohba tohba phir kya hoga
Ke yaad me teri tu ek roj pachtaegi
Yeh ruth pyaar ki judai main hi guzar jayegi
O meri mehbooba mehbooba mehbooba
Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya
Deevaana mastaana mausam aaya hai
Deevaana mastaana mausam aaya hai
Aise mein tune dil ko tarasaaya hai
Maana apani jagah pe tu bhi qaatil hai
Par yaaron se tera bachana mushkil hai
Tauba-tauba phir kya hoga
Phir pyaar mein nazar jab takaraayegi
Tadapati hui meri jaan tu nazar aayegi
O meri mehbooba mehbooba mehbooba
Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya
Par dekh jo tu ruth kar chali jayegi
Tere saath hi mere marne ki khabar aayegi
O meri mehbooba mehbooba mehbooba
Tujhey jaana hai toh jaa teri marji mera kya.
Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi