O paise tu bhagwan nahi
Par gun tujhme bhagwan ke hai
O paise tu bhagwan nahi
Par gun tujhme bhagwan ke hai
O paise
Wo bhi takdir banata hai
Tujhse bhi bigadi banti hai
Wo bhi takdir banata hai
Tujhse bhi bigadi banti hai
Wo sabko roti deta hai
Tujhse bhi puri chanti hai
Dono ke dono ke dar tak jate
Hai raste jitne insan ke hai
O paise tu bhagwan nahi
Par gun tujhme bhagwan ke hai
O paise
Ho tujhse khanakti jeb to
Phir baigane ko bhi pyar aaye
Ho tujhse khanakti jeb to
Phir baigane ko bhi pyar aaye
Khushiya rut kya surat pe teri
Deewane ko bhi pyar aaye
Pyare tu pyare tu agar ho
Pass to phir anjane bhi
Pahechante hai o
Paise tu bhagwan nahi
Par gun tujhme
Bhagwan ke hai o paise
Allah ke masjid mein
Pandit ruk jane se inkar kare
Allah ke masjid mein
Pandit ruk jane se inkar kare
Bhagwan ke mandir
Mein mulla jhuk jane
Se inkar kare paise pe paise pe
Magar sab jhukte hai bande
Jitne eman ke hai
O paise tu bhagwan nahi
Par gun tujhme bhagwan ke hai
O paise.
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Kamal Barot, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)