O Shamaa Mujhe - Aashiq lyrics | Aashiq - O Shamaa Mujhe lyrics

O Shamaa Mujhe is a hindi song from the 1962 movie Aashiq. O Shamaa Mujhe singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). O Shamaa Mujhe composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and O Shamaa Mujhe lyricist or song writer is Shailendra (Shankardas Kesarilal). O Shamaa Mujhe music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. O Shamaa Mujhe features Raj Kapoor, Nanda, Padmini. O Shamaa Mujhe director is and the producer is . The audio of O Shamaa Mujhe song was released on null by Saregama. O Shamaa Mujhe YouTube video song can be watched above.


O shama mujhe phoonk de
Main na main rahoon
Tu na tu rahe
Yahi ishq ka hai dastoor
Yahi ishq ka hai dastoor


Parwaane ja hai ajab chalan
Yahaan jeete jee apna milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor


Shaam se lekar roj sahar tak
Tere liye main har raat jali
Shaam se lekar roj sahar tak
Tere liye main har raat jali
Maine to hay ye bhi na jaana
Kab din doobaa kab raat dhali
Phir bhi hai milne se mazboor
Phir bhi hai milne se mazboor
O shama mujhe phoonk de
Main na main rahoon
Tu na tu rahe
Yahi ishq ka hai dastoor
Yahi ishq ka hai dastoor


Pathhar dil hain ye jagwaale
Jaane na koyi mere dil ki jalan
Pathhar dil hain ye jagwaale
Jaane na koyi mere dil ki jalan
Jabse hai janmi pyaar ki duniya
Tujhko hai meri mujhe teri lagan
Tujhbin ye duniya benoor
Tujhbin ye duniya benoor


Parwaane jaa hai ajab chalan
Yahan jeete ji apna milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor


Haay ree qismat andhi qismat
Dekh saki na meri teri khushi
Haay ree qismat andhi qismat
Dekh saki na meri teri khushi
Haay ree ulfat bebas ulfat
Roke thaki jal jalke mari
Dil jo mile kiska tha kusoor
Dil jo mile kiska tha kusoor
O shama mujhe phoonk de
Main na main rahoon
Tu na tu rahe
Yahi ishq ka hai dastoor
Yahi ishq ka hai dastoor
Parwaane jaa hai ajab chalan
Yahan jeete jee apna milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor.



Movie/album: Aashiq
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Nanda, Padmini
Release on: null
1. Who is the music director of the song O Shamaa Mujhe
Ans: O Shamaa Mujhe song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song O Shamaa Mujhe
Ans: O Shamaa Mujhe song singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song O Shamaa Mujhe
Ans: O Shamaa Mujhe song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song O Shamaa Mujhe
Ans: O Shamaa Mujhe song lyricist is Shailendra (Shankardas Kesarilal)
5. What is the movie of the song O Shamaa Mujhe
Ans: O Shamaa Mujhe song is from Aashiq
6. Who wrote the song O Shamaa Mujhe
Ans: O Shamaa Mujhe song is written by Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Find other songs in - Aashiq

1
Ye To Kaho Kaun Ho Tum

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

2
Nashili Raat Hai

Lata Mangeshkar

3
Mahtaab Tera Chehra

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

4
Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title)

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Tum Aaj Mere Sang

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

6
Jhanan Jhan Jhna Ke

Lata Mangeshkar

7
Tum Jo Hamare Meet

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

8
Gore Gore Gaal

Alka Yagnik

9
Chhed Do

Udit Narayan

10
Tum Kya Jaano

Alka Yagnik, Udit Narayan

11
Teri Aankhon Main

Alka Yagnik, Udit Narayan

12
Gori Tera Nakhra

Alka Yagnik, Udit Narayan

13
Aashiq Mujhe Aashiq

Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod

14
O Mere Dholna

Anuradha Paudwal, Udit Narayan