Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai
Tu to nahi hai thanedar
Tu to nahi hai thanedar
Oye akadta kyun hai
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyu hai
Sare gaon me
Nahi tera jawab re
Sare gaon me
Nahi tera jawab re
Dil me hai gussa
Muh me jutha rubab se
Dil me hai gussa
Muh me jutha rubab se
Mathe pe sokha jhurri dal
Mathe pe sokha jhurri dal
Oye bigadta kyun hai
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai
Hamse na tum jagadna
Gaon ki chhoriya
Dekho bhago yaha
Se kali or goriya
Phir na kahna hamra sardar
Phir na kahna hamra sardar
Bigadta kyu hai
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai
Humko na tum samjhna
Sahar ki chhoriya
Ji sahar ki chhoriya
Chatni banade teri
Gaon ki goriya
Ji hum gaon ki goriya
Pichhe hamare tu bekar
Pichhe hamare tu bekar
Pichhe hamare tu bekar
Haye padta kyun hai
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai
Tum jaisi lakho
Mere pichhe firi hai
Mere kadmo pe
Aake ro ro giri hai
Kahti thi hamse wo dildar
Haye dildar kahti
Thi hamse wo dildar
Bichhadta kyun hai
Kahti thi hamse wo dildar
Bichhadta kyun hai
Tu gurur se madhosh
Tere gum kar denge hosh
Ja ja ja bhag ja bhag ja
Ja ja bhag ja
Ho tera thanda kar de josh
O tujhe kar denge behosh
Ja ja ja bhag ja bhag ja
Ja ja bhag ja
Oye ja ja ja bhag ja bhag ja
Ja ja bhag ja
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai
Pagdi pahen ke turredar
Akadta kyun hai.
Chandan Shive, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Asha Bhosle, Rahul Dev Burman
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Kumar Sanu, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Udit Narayan