Pankhida ho pankhida
Pankhida ho pankhida
Pankhida ha ha ha
Pankhida tu motiyo ki la bahar re
Pankhida tu motiyo ki la bahar re
Mere meet ka mai karunga singar re
Ho mere meet ka
Main karunga singar re
Pankhida tu sajna ki nazar tu utar re
Pankhida tu sajna ki nazar tu utar re
Jinke dil mein mere liye itna pyar re
Jinke dil mein mere liye itna pyar re
Pankhida ho pankhida
Pankhida ho pankhida
Meri ankho mein tere hi surat rahe
Mere sath sada tu salamat rahe
Dhadkane meri har pal dua ye kare
Zindagi teri khusiyo ki jannat rahe
Meri preet meri wafa tere sath re
Meri preet meri wafa tere sath re
Kitna khubsurat ye etbar re
Kitna khubsurat ye etbar re
Pankhida ho pankhida pankhida
Pankhida ho pankhida pankhida
Pankhida ha ha ha
Ho jake kali ghata ko chura ke le aa
Unki pyari se ankho mein kajal laga
Unki zulfo mein chandan ki khusboo basa
Unke najuk se hatho mein mehandi racha
Kangana lao jhumka lao bindiya lao re
Kangana lao jhumka lao bindiya lao re
Mere meet ka main karunga singar re
Ho mere meet ka main karunga singar re
Pankhida ho pankhida pankhida
Pankhida ho pankhida pankhida
Dur ab se koi sitara tula
Unke mathe pe kismat ka tara saja
Unko har gham ki dhup se jake bacha
Unki lambi umar ho kar ye dua
Kangana nahin jhumka nahin sajna lao re
Kangana nahin jhumka nahin sajna lao re
Jinke dil mein mere liye itna pyar re
Jinke dil mein mere liye itna pyar re
Pankhida ho pankhida
Pankhida ho pankhida
Pankhida tu motiyo ki la bahar re
Pankhida tu sajna ki nazar tu utar re
Mere meet ka main karunga singar re
Jinke dil mein mere liye itna pyar re
Pankhida ho pankhida
Pankhida ho pankhida
Pankhida ho pankhida
Pankhida ho pankhida.
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Alisha Chinai