Rang bhara yeh shama hai
Raat hasin hai jawa hai
Saj baje dil gaye
Dhadkan kahti jaye
Parde ke pichhe
Parde ke pichhe
Koi chhupa hai
Karle tu hausla
Parda utha parda utha
Parda utha parda utha
Rang bhara yeh shama hai
Raat haseen hai jawa hai
Saj baje dil gaye
Dhadkan kahti jaye
Parde ke pichhe
Parde ke pichhe
Koi chhupa hai
Karle tu hausla
Parda utha parda utha
Parda utha parda utha
Waqt sunata hai jo kahani
Aaj wo puri hogi
Hai jo musafir aur manzil mein
Khatam wo duri hogi
Apni hai ye kahani
Gujri yun zindgani
Apne milne na paye
Sab hamse the paraye
Sathi ne aisa luta
Apna ghar hamse chuta
Apna ghar hamse chuta
Aaj milega tujhko karmo ka
Aaj milega tujhko karmo ka
Tujhko pura sila
Parda utha parda utha
Mere bhi jakhmo ka hisab
Naaj usko dena hoga
Sacha har ilzam use
Apne sar lena hoga
Hoga hoga
Mera tha ek gharonda
Usne pairo se ronda
China ghar bar jisne
China har pyar jisne
Mujrim na maf hoga
Aaj insaf hoga
Aaj insaf hoga
Kya aise mujrim ki saja hai
Kya aise mujrim ki saja hai
Hoga yeh faisla
Parda utha utha parda utha
Jeeta hai dusman ab tak
Har baji hamne mana
So hai sunar ki ek luhar ki
Usne ye na jana
Julm ki jahan wai wai
Ab na falegi wai wai
Pap ki naav wai wai
Ab na chalegi wai wai
Pap ki lanka wai wai
Pal mein ujadegi wai wai
Jhooth ki takat wai wai
Pal mein bigdegi wai wai
Hai wo chalak hai mana
Usne na hamko jana
Kaun hai tum aur
Kaun hoon main
Kaun hai tum aur
Kaun hoon main
Wo bhi to jane zara
Tu roop ki rani
Tu choro ka raja
Tu roop ki rani
Tu choro ka raja.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Subir Sen
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Subir Sen
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy
Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Vinod Rathod
Kavita Krishnamurthy