Pardesi kyun yaad aata hai
Pardesi kyun yaad aata hai
Ek chand chamak kar jangal mein,
Chhup chhup oonghe badal mein
Ek chand chamak kar jangal mein,
Chhup chhup oonghe badal mein
Jab sapana sa dikhalata hai
Jab sapana sa dikhalata hai,
Pardesi kyun yaad aata hai
Pardesi hi hi hi
Purab se pawan jab aati hai,
Jab koyal kuk sunati hai
Jab badal ghir ke aata hai,
Pardesi kyun yaad aata hai
Pardesi hi hi hi
Hriday ki ghaneri chhaon ka,
Aramano ka, aashao ka
Aramano ka, aashao ka
Aramano ka, aashao ka
Jab ghunghat pat khul jata hai,
Pardesi kyun yaad aata hai
Pardesi hi hi hi
Jab beete din yaad aate hai,
Badal ki tarha mandalate hai
Jab ghayal dil ghabarata hai,
Pardesi kyun yaad aata hai
Pardesi hi hi hi.
Sitaara Kanpuri
Bharat Vyas
Zohrabai Ambalewali
Sitara Devi
Sitara Devi