Pooja ke do phool
Chadkar kahta hai insan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
O murkh o nadan itna aasan
Ke kisi ko mil jaye bhagwan
Pooja ke do phool
Chadkar kahta hai insan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
Bhagwan base baiya kheto me
Bhagwan base baiya kheto me
Bhagwan base khaliyano me
Baiya vo majduro me
Baiya vo to basew khadano me
Ganga ji me maar ke
Dubki kahta hai insan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
Pooja ke do phool
Chadkar kahta hai insan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
Bhagwan base baiya bando me
Bhagwan base baiya bando me
Bhagwan base baiya kahne me
Baiya vo to udhyogo me
Baiya vo to bade karkhano me
Mathe chhoda tilak laga kar
Kahta hai insan ke
Mujhko mil jaye bhagwan
Pooja ke do phool
Chadkar kahta hai insan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
Ke mujhko mil jaye bhagwan
Jo tu chahe are
Bawale mil jaye bhagwan
Bawle mil jaye bhagwan
Jo tu chahe are
Bawale mil jaye bhagwan
Tu dar le man me itna dhyan
Jaga le man me itna gyan
Jaga le man me itna gyan
Kya garib kya dhanwan
Sabhi hai jag me ke samaan
Sabhi ka rut apna jhukjan
Jise kahte hai jag kalyan
Jise kahte hai jag kalyan
Usi me sabko du pehchan
Usi me rehte hai bhagwan
Usi me baste hai bhgwan
Yahi hamari tirth mandir
Yahi hai charo dham
Yahi hamare krishan
Kaniya yahi hamre raam.
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle