Are pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali
Jo bhi kare pyaar main uska yaar
Galat mujhe na samajhana
Main toh yaha aaya hu milan ke liye
Main subha shaam sabka ghulaam
Itna magar yaad rakhana
Bura hu main bas dushman ke liye
Ulfat ke jo pyaase ho tum
Chahat kahu main bhi sawaali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali
Abhi yeh samaa hai meharbaan
Jhoom ke jee le deewane
Kaisi haar mastaani raat hain
Zindagi ka lele mazaa
Phir kya ho kaun jaane
Bhai mere kuchh na tere haath hain
Do chaar pal lehra ke chal
Aye zindagi kab rukane wali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali
Khel haseen aadat meri
Shukra hai na main na jaanu
Maine yahi ab tak jaana nahi
Tum bhi mere, tum bhi mere
Sabko apnaa hi maanu
Par yeh dil sabka deewana nahi
Aur jispe hai deewana dil
Uski adaa sabse nirali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar