Ho ab ke baras ho oo ab ke baras
Ho ho ab ke baras barso ke baad
Ho ab ke baras barso ke baad
Ab ke baras barso ke baad
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ho ab ke baras barso ke baad
Ab ke baras barso ke baad
Ab ke baras barso ke baad
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ab ke baras ho oo ab ke baras
Ye kya ishara tumne kiya
Sharma gayi main toba piya
Ye kya ishara tumne kiya
Sharma gayi main toba piya
Isme shram ki kya bat hain
Pura karo jo wada kiya
Shadi ke pehle ke wado se
Ab mukrne ka mausam aa gaya
Ab mukrne ka mausam aaya
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ab ke baras ho oo ab ke baras
Ho ye zulf meri zanjeer hain
Ye aankh meri taqdeer hain
Ye zulf meri zanjeer hain
Ye aankh meri taqdeer hain
Tere bina meri zindagi
Berang si ek tasveer hain
Berang si is tasveer mein
Ho rang bharne ka mausam aaya
Rang bharne ka mausam aaya
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ab ke baras ho oo ab ke baras
Hans ke zara tum dekho idhar
Kya ho gaya hain tumko hain khabar
Hans ke zara tum dekho idhar
Kya ho gaya hain tumko hain khabar
Kitni rute aayi aur gayi
Ye rut bhi yun na jaye gujar
Ab tak nahin jo humne kiya
Wo kar gujarne ka mausam aaya
Kar gujarne ka mausam aaya
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ab ke baras barso ke baad
Ho ab ke baras barso ke baad
Ab ke baras barso ke baad
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ho pyar karne ka mausam aaya
Jeene marne ka mausam aaya
Ab ke baras ho oo ab ke baras
Ab ke baras ha ha ab ke baras.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar